Islam aur Music: - 0 views
-
Muslim Academy on 13 Jan 13Islam mai music ki ijazat hai ya nahe? Ye sawal baar baar aur aksar kiya jata hai! Ye theek hai kay music koi aqeeda ya ibadat ka masla nahe magar eh ahem masla zaroor hai. Islam ki amad say pehly muaashra bht saari farsooda riwayaat aur buraaiyon mai dooba hua tha. Arab kay logon ka pasandeeda mashghala mehfilein sajana aur sharab noshi karna tha. Islam aur Hazrat Muhammad S.A.W.W kay aanay kay baad, bhe Arab kay logon ka yahe tarz e zindage tha. Jo log ameer thay unky paas apnay gaanay walay aur gaanay waaliyan hoti thien, aur unky elawa agar kici ko gaana sun'na hota tha tau wo makhsoos jaghon ka rukh kartay thay. Par aj kal music har jaga hota hai, tv, radio, computer, mobile, shaadi ya koi be function ho. Music ki mumaniyat kyun ki gae hai? Kya burai hai music sun'nay mai? Music haqeeq