Hajj aur Namaz Islam ki roshni mai: - 0 views
-
Muslim Academy on 10 Jan 13Deen e Islam kay 5 bunyaadi rukan hain, Hajj, Namaz, Roza, Zakat, Tauheed. Musalmaan honay kay lye ye shart lazim hai kay en bunyaadi arkaan par imaan laya jaye, aur enki pabandi ki jaye. Tauheed ALLAH Kareem ki wahdaaniyat par imaan hai, Namaz dil kay sukoon aur rooh ki paakizgi kay lye zaroori hai kay ALLAH Kareem kay samnay sajda e raiz hona afzal tareen ibadat hai, Roza farz ibadat hai, Zakat maal ki lalach duur karta hai, aur Hajj sahib e Istataat kay lye hai. ALLAH Kareem nay Hajj aur Zakat unhe logon par farz ki jnki istataat ho takay wo ALLAH ki raah mai kharch karein aur Khuda kay ghar ki ziyaarat krein. Magar Namaz,