Skip to main content

Home/ MuslimAcademy/ Group items tagged ki

Rss Feed Group items tagged

Muslim Academy

Hajj aur Namaz Islam ki roshni mai: - 0 views

  •  
    Deen e Islam kay 5 bunyaadi rukan hain, Hajj, Namaz, Roza, Zakat, Tauheed. Musalmaan honay kay lye ye shart lazim hai kay en bunyaadi arkaan par imaan laya jaye, aur enki pabandi ki jaye. Tauheed ALLAH Kareem ki wahdaaniyat par imaan hai, Namaz dil kay sukoon aur rooh ki paakizgi kay lye zaroori hai kay ALLAH Kareem kay samnay sajda e raiz hona afzal tareen ibadat hai, Roza farz ibadat hai, Zakat maal ki lalach duur karta hai, aur Hajj sahib e Istataat kay lye hai. ALLAH Kareem nay Hajj aur Zakat unhe logon par farz ki jnki istataat ho takay wo ALLAH ki raah mai kharch karein aur Khuda kay ghar ki ziyaarat krein. Magar Namaz,
Muslim Academy

Gang Rape in Delhi: - 0 views

  •  
    India- jisay dunya ki sub say bhari democracy kaha jata hai, jo shayd unkareeb superpower be bun jaye jski market roz taraki kr rhe hai, par en sub facts kay bawajood wahan Human Rights violation ki inteha hai, Kashmir ki misaal hmaray samnay hai. Par 16 December, 13 kay Delhi Gang Rape nay Indian Hakoomat kay lye bht saray sawal kharay kar diyaya hain! Government, Law enforcement agencies, Police aur tmaam Higher Authorities say sawal kiya gaya hai kay agar wo apnay logon ko he tahafuz nahe dy sktay tau ye zimadaari kon lay ga? 21st century ki aurat bhe es haiwaaniyat ka shikaar hui! Wo sirf medical ki student thi jskay maa baap nay uski aur uskay bhai ki parhai mai zindage ki jama poonji laga di, par unho nay sath he bht bhari qeemat adaa ki hai jska koi azaala nahe.
Muslim Academy

Qazi Hussain Ahmad: A Islamic Hero - 0 views

  •  
    Qazi Hussain Ahmad Jamaat e Islami Pakistan k tesray sadaar thay jo k Pakistan ki sab se bari islami syasi jamaat hai. Ap Muttahidah Majlis e Amal k bhi rukan thay. Ap 1938 mai Nowshera Khyber Pakhtun Khawa mai paida huway. Apni suroh ki taleem hasil karne k baad ap ne Islamia college Peshawar mai dakhila liya us kay baad ap ne apni geography ki masters ki degree Peshawar university se hasil ki. Unho ny university mai 3 saal parhaya. Jamaat ki khidmaat ki waja se woh zyda arsa University mai parha nahi sakay. Uskay baad ap nay apna business suroh kar diya. Aur usk baad Qazi Hussain Ahmad chamber of commerce industry kay nayab sadaar muntakhib hu gaye.
Muslim Academy

MUSLIM ACADEMY- EK PLATFORM SAB KA LIA - 0 views

  •  
    Waqt bht badal gaya ha, aur halaat b. Hum apas ma larta rehta hain aur ek dosra ko criticize krna ghalat fehmio ki wajah sa, mazhab ki wajah sa, musalman ya hindu hona ki wajah say ya phr kisi aur cheez ki wajah sa. Hum logo ko ya samajna ho ga ka ek dosra ka mazahab ko izat daina, us ka khayal krna, usa aur us ka mazhab ko bura mat kehna bht eham ha. Is sab sa laria kaam ho ge aur apas ma dosti, aman aur pyar bhara ga. Ya dunya sukoon day ho jai ge. Ap log internet pa bohat si websites dhek skta hain, mazhab ka bara ma, Islam ka bara ma, par ek website jo sab sa alag ha, jis a maqsaad ghalat fehmio ko dur krna, jis a maqsad ek aisa platform provide krna jaha log ay, ek dosra ko samjha, ek dosra ki bat samjha, aram sa, aman sa aur apas ma bhai chara ho.
Muslim Academy

Islam aur Music: - 0 views

  •  
    Islam mai music ki ijazat hai ya nahe? Ye sawal baar baar aur aksar kiya jata hai! Ye theek hai kay music koi aqeeda ya ibadat ka masla nahe magar eh ahem masla zaroor hai. Islam ki amad say pehly muaashra bht saari farsooda riwayaat aur buraaiyon mai dooba hua tha. Arab kay logon ka pasandeeda mashghala mehfilein sajana aur sharab noshi karna tha. Islam aur Hazrat Muhammad S.A.W.W kay aanay kay baad, bhe Arab kay logon ka yahe tarz e zindage tha. Jo log ameer thay unky paas apnay gaanay walay aur gaanay waaliyan hoti thien, aur unky elawa agar kici ko gaana sun'na hota tha tau wo makhsoos jaghon ka rukh kartay thay. Par aj kal music har jaga hota hai, tv, radio, computer, mobile, shaadi ya koi be function ho. Music ki mumaniyat kyun ki gae hai? Kya burai hai music sun'nay mai? Music haqeeq
Muslim Academy

İslam'da Irkçılık - 0 views

  •  
    İslam'da ırkçılık yoktur, üstün ırk yoktuk, hiçbir üstünlük verilmemiştir. Allah, Kur'an'da der ki, 49:13 (Hucurat Suresi, 13. Ayet); "Ey insanlar! Şübhesiz ki biz, sizi bir erkek ve bir dişiden (Âdem ile Havvâ'dan) yarattık. Birbirinizi tanımanız için de sizi, milletler ve kabîleler kıldık. Doğrusu Allah katında sizin en üstün olanınız, en takvâlı olanınızdır. Muhakkak ki Allah, Alîm'dir (herşeyi hakkıyla bilen), Habîr'dir (herşeyden haberdâr olan)." Yani, en takvalı olan en
Muslim Academy

Pakistan, Corruption or Siyasat - 0 views

  •  
    Corruption hamaray masharay ka aik aham hissa ban gaya hai. Es nay apni jarain hamaray masharay mai mazboot kar li hai. Yeh sirf hakumat k ghalat faislo aur ikhtyaraat k ghalat istemaal aur hakumat k kamzor policies ki wajah say huwa hai. Agencies ka kaam hai kay corruption kay malsay ko hal karain aur es ko khatam karay magaer bad kismati say who es mission mai kamyab nai hu sakin.
mohamadmekky

Wa Ufawwidu Amri IllAllah - repeated / beautiful voice - YouTube - 0 views

  •  
    Wa Ufawwidu Amri IllAllah - repeated / beautiful voice if you fear of people Only repeated wa ufawwidu amri illallah I entrust my affairs to Allah For more Islamic videos at Right Sword channel https://goo.gl/m6hDsg
1 - 8 of 8
Showing 20 items per page